Ab Bhi Barsaat Ki Raton Mein Badan Toot Ta Hai Jaag Uthti Hain Ajaab Khwaahishein Angdai Ki. اب بھی برسات کی راتوں میں بدن ٹوٹتا ہے جاگ اٹھتی ہیں عجب خواہشیں انگڑائی کی
Read More »Kamal E Zabt Ko Khud Bhi Toh Azmaungi
Kamal E Zabt Ko Khud Bhi Toh Azmaungi Main Apne Haath Se Us Ki Dulhan Sajaaungi. کمال ضبط کو خود بھی تو آزماؤں گی میں اپنے ہاتھ سے اس کی دلہن سجاؤں گی
Read More »Raat Ke Shayad Ek Baje Hain
Raat Ke Shayad Ek Baje Hain Sota Hoga Mera Chand. رات کے شاید ایک بجے ہیں سوتا ہوگا میرا چاند
Read More »Hatheliyon Ki Dua Phool Ban Ke Aai Ho
Hatheliyon Ki Dua Phool Ban Ke Aai Ho Kabhi Toh Rang Mere Haath Ka Hinai Ho. ہتھیلیوں کی دعا پھول بن کے آئی ہو کبھی تو رنگ میرے ہاتھ کا حنائی ہو
Read More »Chalne Ka Hausla Nahi Rukna Muhaal Kar Diya
Chalne Ka Hausla Nahi Rukna Muhaal Kar Diya Ishq Ke Is Safar Ne Toh Mujh Ko Nidhaal Kar Diya. چلنے کا حوصلہ نہیں رکنا محال کر دیا عشق کے اس سفر نے تو مجھ کو نڈھال کر دیا
Read More »