Ab Un Darichon Pe Gehre Dabeez Parde Hain Woh Taank-Jhaank Ka Masoom Silsila Bhi Gaya. اب ان دریچوں پہ گہرے دبیز پردے ہیں وہ تانک جھانک کا معصوم سلسلہ بھی گیا
Read More »Parveen Shakir
Thak Gaya Hai Dil-E-Vahshi Mera Fariyad Se Bhi
Thak Gaya Hai Dil-E-Vahshi Mera Fariyad Se Bhi Ji Behelta Nahi Aye Dost Teri Yaad Se Bhi. تھک گیا ہے دل وحشی میرا فریاد سے بھی جی بہلتا نہیں اے دوست تیری یاد سے بھی
Read More »Ajab Nahi Hai Ki Dil Par Jami Mili Kai
Ajab Nahi Hai Ki Dil Par Jami Mili Kai Bahut Dinon Se Toh Yeh Hauz Saaf Bhi Na Hua. عجب نہیں ہے کہ دل پر جمی ملی کائی بہت دنوں سے تو یہ حوض صاف بھی نہ ہوا
Read More »Kuch Faisla Toh Ho Ki Kidhar Jaana Chaahiye
Kuch Faisla Toh Ho Ki Kidhar Jaana Chaahiye Paani Ko Ab Toh Sar Se Guzar Jaana Chaahiye. کچھ فیصلہ تو ہو کہ کدھر جانا چاہئے پانی کو اب تو سر سے گزر جانا چاہئے
Read More »Apne Qaatil Ki Zehaanat Se Pareshaan Hoon Main
Apne Qaatil Ki Zehaanat Se Pareshaan Hoon Main Roz Ek Maut Naye Tarz Ki Ijad Kare. اپنے قاتل کی ذہانت سے پریشان ہوں میں روز ایک موت نئے طرز کی ایجاد کرے
Read More »