Zamana Tha Woh Dil Ki Zindagi Ka Teri Furqat Ke Din Laun Kahan Se. زمانہ تھا وہ دل کی زندگی کا تیری فرقت کے دن لاؤں کہاں سے
Read More »John Elia Poetry
Sheeshe Ke Iss Taraf Se Main Sab Ko Tak Raha Hoon
Sheeshe Ke Iss Taraf Se Main Sab Ko Tak Raha Hoon Marne Ki Bhi Kisi Ko Fursat Nahi Hai Mujh Mein. شیشے کے اس طرف سے میں سب کو تک رہا ہوں مرنے کی بھی کسی کو فرصت نہیں ہے مجھ میں
Read More »Shaayad Woh Din Pahla Din Tha Palkein Bojhal Hone Ka
Shaayad Woh Din Pahla Din Tha Palkein Bojhal Hone Ka Mujh Ko Dekhte Hi Jab Us Ki Angdai Sharmai Hai. شاید وہ دن پہلا دن تھا پلکیں بوجھل ہونے کا مجھ کو دیکھتے ہی جب اس کی انگڑائی شرمائی ہے
Read More »Aye Subh Main Ab Kahan Raha Hoon
Aye Subh Main Ab Kahan Raha Hoon Khwaabon Hi Mein Sarf Ho Chuka Hoon. اے صبح میں اب کہاں رہا ہوں خوابوں ہی میں صرف ہو چکا ہوں
Read More »Haaye Woh Us Ka Mauj-Khez Badan
Haaye Woh Us Ka Mauj-Khez Badan Main Toh Pyasa Raha Lab-E-Ju Bhi. ہائے وہ اس کا موج خیز بدن میں تو پیاسا رہا لب جو بھی
Read More »