4 Lines Poetry

Ham Is Liay Bhe To Bazaar Tak Nahin Aatay

Ham Is Liay Bhe To Bazaar Tak Nahin Aatay

Ham Is Liay Bhe To Bazaar Tak Nahin Aatay Kay Khawab Chal Kay Kharidaar Tak Nahin Aatay Hamari Apni Faqeeri He BadShaahi Hai Hamaray Maslay Darbaar Tak Nahin Aatay ہم اِس لیے بھی تو بازار تک نہيں آتے کہ خواب چل کے خریدار تک نہيں آتے ہماری اپنی فقیری ہی بادشاہی ہے ہمارے مسئَلے دربار تک نہيں آتے

Read More »

Phr Youn Howa Kay Dard Ka Yaara Nahin Raha

Phr Youn Howa Kay Dard Ka Yaara Nahin Raha

Phr Youn Howa Kay Dard Ka Yaara Nahin Raha Phr Youn Howa Kay Koi Sahara Nahin Raha Phr Youn Howa Kay Gardishay Dooran Main Ghar Gaya Phr Youn Howa Kay Wo Bhe Hamara Nahin Raha پھر یوں ہوا کہ دَرد کا یارا نہیں رہا پھر یوں ہوا کہ کوئی سہارا نہیں رہا پھر یوں ہوا کہ گردشِ دوراں میں گھر ...

Read More »

Lizat Aay Gam Barha Dijiyay

Lizat Aay Gam Barha Dijiyay

Lizat Aay Gam Barha Dijiyay Aap Phr Muskura Dijiyay Mera Daman Bht Saaf Hai Koi Tohmat He Laga Dijiyay لزتِ غم بڑھا دیجئیے آپ پھر مُسکرا دیجئیے میرا دامن بہت صاف ہے کوئی توہمت ہی لگا دیجیے

Read More »

Aaj Bhe Uski Aankhon Main Raaz Wahe Tha

Aaj Bhe Uski Aankhon Main Raaz Wahe Tha

Aaj Bhe Uski Aankhon Main Raaz Wahe Tha Chehra Bhe Wahe Tha Chehray Ka Libaas Wahe Tha Kese Us ko Bewafa Keh Don Yaaro Aaj Bhe Uskay Daikhnay Ka Andaaz Wahe Tha آج بھی اسکی آنکھوں میں راز وہی تھا چہرہ بھی وہی تھا چہرے کا لباس وہی تھا کیسے اس کو بیوفا که دوں یارو آج بھی اسکے دیکھنے ...

Read More »